They say a man is as good as his work, and Junaid Jamshed never let us down. Whether it was during his music era, or as a religious scholar, he was always an inspiration. Throughout our lives, mourning someone’s loss, through our break ups, Vital Signs and Junaid Jamshed were always our go-to people for some solace of the heart. While JJ left behind music a while ago, his songs still resonate with us and we are celebrating his life and work.

 

1. Aitebaar

‘kya hua ager zindagi zara ulajh si gayi
socho to zara junglon mein raaste to hain
humein bhi koi mil hi jaye ga’

https://www.youtube.com/watch?v=lJTaeyV_Nuo

2. Un Ka Khayal

‘zara badal kya chaye
zara mausam kya badla
nazar se sapna hi kho gaya
kubhi socha na tha jo wo hogaya’

3. Yaad Karna

‘apni palkein tum na bhigona
mat rona
beeti hui baatoun ko
jaagi hui raatoun ko yaad karna
yaad karna aur ji lena’

4. Ankhon Ko Ankhon Ne

‘beeti hui baaton ka ghubar dhul jayega
faasle simat jayeinge’

https://www.youtube.com/watch?v=hUDaakWeoO8

5. Do Pal Ka Jeevan

har lamha ik sapna hai
kya jane upna hona ho
ghum ko humesha muskura ke chupana
hass ke hassa ke zindagi ko bitana’

6. Naraz Tum Naraz Hum

kya baat thi jis ki saza hum ko wahan tak legayi
chehron se rang aankhon se khwaab sub kuch ura ke legayi’

https://www.youtube.com/watch?v=nblYwf48z2k

7. Tum Door Thay

ik aas thi
tum aao ge to zindagi khil jayegi
ik baar dekho ge idher to roshni mil jayegi’

https://www.youtube.com/watch?v=pb3ebWONMsE

8. Us Rah Per

‘Dil udaas nazrein udaas
Dilbar nahin gar aas paas
Din raat aah bharna
Aur beqaraar rehna’

https://www.youtube.com/watch?v=gstpCt7tSbw

9. Na Tu Aayegi

‘milne walon ke sub sawalon mein kal bhi tum thhe aaj bhi tum ho’

10. Keh Do Jo Bhi

‘keh do jo bhi mann mein aaye
aesa na ho khamoshi mein
sunn’ne wala hi kho jaye’

https://www.youtube.com/watch?v=5jjNp1YfGvw

11. Tere Liye Hai Mera Dil

‘upne aaghaz se aaj tak zindagi
teri hi soch mein gum rahi
phir bhi jaane mujhe kiun ye ehsas hai
jese chaahet meri kam rahi’

 12. Yeh Shaam

‘ mein tumhaare qareeb tum mere paas ho
aur kuch ho na ho bus ye ehsaas ho
tum mere paas ho’

https://www.youtube.com/watch?v=u2YOdtMUbwg

13. Tumhara Aur Mera Naam

‘wo raaste jin per mur ker
kubhi na hum aaye na tum aaye
ubh aaya houn to ye kehte hue mehsoos hote hai
akele phir nahi aana’

14. Kaho Na

‘tum gaye jub se sard galliyoun mein dhoop aati nahi’

15. Deir Ho Gayi Laut Aao

‘raaste akele hain
har mor tanha
bohat chup khara hai jungle
aa jao
deir ho gayi laut aao’

 

He left behind a legacy that only few can match and we are truly praying for him and his family, and all the families who lost people they love in PK 661. May you always shine bright, Junaid.


Cover image via: dawn.com